Tham Sa Gaya Lyrics
Hmmm mmmm….
Tham sa gaya hai ye samaa
Aaye jo saamne ho tum
Bas ik nigaah mein mujhe
Apna banaa gaye ho tum
Tera ehsaas yun dil ko hai chhu rahaa
Khwaab hai yaa mujhe hai pyaar ho rahaa
Hota hai pyaar kya
Jaana nahin kabhi
Dekha jo tujhe yun lagaa
Tumse hi hai ye zindagi
Teri panaahon mein
Aake mujhe laga
Ke jaise meri raaton ko
Mili hai subah nayi koi
Aa aa…
Yeh tera hai assar
Hai dil jo besabar
Ye dooba-dooba rehta hai
Yaadon mein teri ab toh har pehar
Khud ko bhula ke main
Tujh mein hi kho chala
Ke tere hi khyaalon mein hi
Main karne laga hu ab basar
Tham sa gaya hai ye samaa
Aayi jo saamne ho tum
Bas ik nigaah mein mujhe
Apna banaa gaye ho tum
Tera ehsaas yun dil ko hai chhu rahaa
Khwaab hai ya mujhe hai pyaar ho rahaa..
Written by:
"Tham Sa Gaya" Song Info
Singer | Papon |
Album | Mumbai Delhi Mumbai |
Lyricist | Priya Saraiya |
Music | Sawan Dutta |
Cast | Shiv Pandit, Piaa Bajpai |
Language | Hindi |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Tham Sa Gaya" song is from?
The song "Tham Sa Gaya" is from the soundtrack album "Mumbai Delhi Mumbai".
Who wrote the lyrics of "Tham Sa Gaya" song?
Priya Saraiya written the lyrics of "Tham Sa Gaya". Priya Saraiya is known for writing songs like Jeena Jeena, Sun Saathiya, and Judaai.
Who is the singer of "Tham Sa Gaya" song?
Papon has sung the song "Tham Sa Gaya". Papon is known for singing songs like Humnava, Moh Moh Ke Dhaage, and Kyon.