Main To Yahin Hoon Lekin Lyrics
Main to yahin hoon lekin
Har koi mujhko dhoondhe
Parwaah nahin hai mujhko
Dil chaahe jaan bhi chhute
Khud ko manata rehta
Chaahe ye duniya roothe
Neendon mein ghus ke karun sapne barbaad
Jism aur jaan main ab main aise utar jaunga
Aaina dekhiye toh main hi nazar aaunga
Main to yahin hoon lekin
Har koi mujhko dhoondhe
Neendon mein ghus ke karun sapne barbaad
Khud hi udaa kar ab pankhon ko katun
Kaale fasane likhun kaajal chura ke
Khwahishon ki khaatir maine
Jaal ye bichhaya hai
Kaale andheron mein ab mera hi saaya hai
Pankhon ko kaatun pehle
Phir main karun aazaad
Neendon mein ghus ke karun sapne barbaad
Written by:
"Main To Yahin Hoon Lekin" Song Info
Singer | Ali Azmat |
Album | Main Aur Charles |
Lyricist | Dr. Sagar |
Music | Vipin Patwa |
Language | Hindi |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Main To Yahin Hoon Lekin" song is from?
The song "Main To Yahin Hoon Lekin" is from the soundtrack album "Main Aur Charles".
Who wrote the lyrics of "Main To Yahin Hoon Lekin" song?
Dr. Sagar written the lyrics of "Main To Yahin Hoon Lekin". Dr. Sagar is known for writing songs like Manwa Behrupiya, Kartootein, and Titli.