Mahabharat Title Song Lyrics Mahabharat (2013)

Published: | Updated:
Mahabharat Title Song Lyrics - Hai katha sangram ki (महाभारत शीर्षक गीत है कथा संग्राम की Lyrics in Hindi): The song  Hai Katha Sangram Ki / है कथा संग्राम की is composed by Ajay-Atul while Sanjay Wadnerkar has written the Mahabharat Title Song Lyrics.

These lyrics are for Star Plus' new Mahabharat that premiered in 2013-14. The show featured Saurabh Raj Jain as Krishna, Shaheer Sheikh as Arjuna, Pooja Sharma as Draupadi, Aham Sharma as Karna, Aarav Chowdhary as Bhishma, Praneet Bhat as Shakuni, Arpit Ranka as Duryodhana, Shafaq Naaz as Kunti, Saurav Gurjar as Bhima, Rohit Bhardwaj as Yudhisthira, Thakur Anoop Singh as Dhritarashtra, and Riya Deepsi as Gandhari.

Mahabharat Title Song Lyrics

Hai katha sangram ki
Vishwa ke kalyaan ki
Dharm adharm aadi anant
Satya asatya kalesh kalank
Swaarth ki katha paramaarth ki

Shakti hai, bhakti hai
Janmo ki mukti hai
Jeevan ka ye sampoorn saar hai

Yug yug se kan kan mein
Srishti ke darpan mein
Vedo ki vyatha apaar hai

Dharmon ki gaatha hai
Devon ki bhaasha hai
Sadiyon ke itihaas ka pramaan hai

Krishna ki mahima hai
Geeta ki garima hai
Grantho ka granth ye mahaan hai
Mahabharat.. Mahabharat..
Mahabharat.. Mahabharat..

Written by:
Sanjay Wadnerkar

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Mahabharat Title Song" song is from?

The song "Mahabharat Title Song" is from the soundtrack album "Mahabharat (2013)".

Who wrote the lyrics of "Mahabharat Title Song" song?

Sanjay Wadnerkar written the lyrics of "Mahabharat Title Song".

Who is the singer of "Mahabharat Title Song" song?

Ajay-Atul and Chorus have sung the song "Mahabharat Title Song". Ajay-Atul is known for singing songs like Mard Maratha, Mahabharat Title Song, and Jai Shri Ram.