Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna Lyrics Lata Mangeshkar

Published: | Updated:
Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna Lyrics (हो गया है तुझको तो प्यार सजना Lyrics in Hindi): The song is sung by Lata Mangeshkar and Udit Narayan, and has music by Jatin Lalit while Anand Bakshi has written the Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna Lyrics. The music video of the Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna song is directed by Aditya Chopra , and it features Shah Rukh Khan, Kajol, Anupam Kher, Amrish Puri, Fareeda Jalal, Mandeera Bed, and Karan Johar.

Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna Lyrics

Na jaane mere dil ko kya ho gayaa
Abhi to yahin tha abhi kho gaya

Na jaane mere dil ko kya ho gayaa
Abhi to yahin tha abhi kho gayaa
Na jaane mere dil ko kya ho gayaa
Abhi to yahin tha abhi kho gayaa

Ho gaya hai tujhko to pyar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Ho gaya hai tujhko to pyar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna, hai yeh pyar sajna

​Aa...
Ho gaya hai tujhko to pyar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna, hai yeh pyar sajna

Dekha na tune mud ke bhi peechhe
Kuchh der to main ruka tha
Jab dil ne tujhko rokna chahaa
Door tu ja chuka tha
Hua kya, na jana
Yeh dil kyon deewana
Ho gaya hai tujhko to pyar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Ho gaya hai tujhko to pyar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna, hai yeh pyar sajna

Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna, hai yeh pyaar sajna

Aye waqt ruk ja, tham ja, thehar jaa
Wapas zara daud peechhe
Main chhod aayi khud ko jahaan pe
Woh reh gaya mod peechhe
Kahan main, kahan tuu
Yeh kaisa, hai jaadu
Arey, ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna, hai yeh pyaar sajna

​Aa...
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya
Kho gaya..

Written by:
Anand Bakshi

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna" song?

Anand Bakshi has written the lyrics of "Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna". Anand Bakshi is known for writing songs like Gulabi Aankhen, The Jawaani Song, and Bade Achhe Lagte Hain Song.

Who is the singer of "Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna" song?

Lata Mangeshkar and Udit Narayan have sung the song "Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna". Lata Mangeshkar is known for singing songs like Jiya Jale, Geet Kab Sarhadein Mante Hain, and Rona Hi Likha Thha Kismat Mein.

Who directed "Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna" music video?

Aditya Chopra has directed the music video of "Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna".

Who has featured in the music video?

The music video of "Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna" features Shah Rukh Khan, Kajol, Anupam Kher, Amrish Puri, Fareeda Jalal, Mandeera Bed, and Karan Johar.