God Allah aur Bhagwan Lyrics
God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ik insaan
God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ik insaan
Aaya zameen pe lekar woh
Upar waale ka farmaan
Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke kaanpe har shaitan (x2)
God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan
Woh tujhme bhi hai
Woh mujhme bhi hai
Kahin na kahin woh
Hum sab mein hai (x2)
Sab mein woh chhupa hai
Usey pehchaan le
Uska jo iraada hai
Hum thaan lein (x2)
Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke kaanpe har shaitan
God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan (x2)
Jahaan kal woh tha akela khada
Kadam apna bhi udhar chal pada (x2)
Dil ke khabon ki jannat sajayenge hum
Pyar ka savera leke aayenge hum (x2)
Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke kaanpe har shaitan
God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan (x2)
Written by:
"God Allah aur Bhagwan" Song Info
Singer | Sonu Nigam, Shreya Ghoshal |
Album | Krrish 3 |
Lyricist | Sameer Anjaan |
Music | Rajesh Roshan |
Cast | Hrithik Roshan, Priyanka Chopra, Kangana Ranaut, Vivek Oberoi, Rekha |
Language | Hindi |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "God Allah aur Bhagwan" song is from?
The song "God Allah aur Bhagwan" is from the soundtrack album "Krrish 3".
Who wrote the lyrics of "God Allah aur Bhagwan" song?
Sameer Anjaan written the lyrics of "God Allah aur Bhagwan". Sameer Anjaan is known for writing songs like Sanam Teri Kasam (Title Song), Saibo, and Bewajah.
Who is the singer of "God Allah aur Bhagwan" song?
Sonu Nigam and Shreya Ghoshal have sung the song "God Allah aur Bhagwan". Sonu Nigam is known for singing songs like Abhi Mujh Mein Kahin, Kill Dil (Title Song), and Kal Ho Naa Ho.