Shyama aan baso Lyrics Jubin Nautiyal

Published: | Updated:
Shyama aan baso Lyrics (श्यामा आन बसो Lyrics in Hindi): The song is sung by Jubin Nautiyal, and has music by Raaj Aashoo while Manoj Muntashir has written the Shyama aan baso Lyrics..

Shyama aan baso Lyrics

Select any lyrics text to create a shareable image!

Tum bahut yaad aate ho yaad aate ho kanha
Tum bahut yaad aate ho yaad aate ho kanha
Kaun si leela hai ye kyun satate ho kanha

Braj ki sari galiyon sari sakhiyon ki tumhe kasam
Ke aadhe chanda wali jhilmil ratiyon ki tumhe kasam
Shyama aan baso vrindavan mein mori umar beet gayi sumiran mein
Shyama aan baso vrindavan mein mori umar beet gayi sumiran mein

Kitne sandesh bheje koi to padho aa jao ab to der na karo
Shyam aan baso vrindavan mein mori umar beet gayi sumiran mein

Jamuna kinare shamen sajana tum jo nahin to kanha chhod hi diya
Holi se rishta phagun se nata tum jo nahin to kanha tod hi diya

Kehti hain galiyan sari wo rang-raliyan sari
Kehti hain galiyan sari wo rang-raliyan sari
Lauta do mohan hamko ek baar tum
Shyama aan baso vrindavan mein mori umar beet gayi sumiran mein
Shyama aan baso vrindavan mein mori umar beet gayi sumiran mein

Taal-talaiya pokhar banwat sona lage re
Kahan gaye tum tod ke man ke kache dhage re
Barsana gokul ki galiyan tum bin dastee hain
Jahan pe kanha wahin jiya ka panchi bhage re

Braj ki sari galiyon sari sakhiyon ki tumhe kasam
Ke aadhe chanda wali jhilmil ratiyon ki tumhe kasam
Shyama aan baso vrindavan mein mori umar beet gayi sumiran mein
Shyama aan baso vrindavan mein mori umar beet gayi sumiran mein

Shyama aan baso vrindavan mein mori umar beet gayi sumiran mein
Shyama aan baso vrindavan mein mori umar beet gayi sumiran mein

Written by:
Manoj Muntashir

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Shyama aan baso" song?

Manoj Muntashir has written the lyrics of "Shyama aan baso". Manoj Muntashir is known for writing songs like Teri Mitti, Kaun Tujhe, and Galliyan.

Who is the singer of "Shyama aan baso" song?

Jubin Nautiyal has sung the song "Shyama aan baso". Jubin Nautiyal is known for singing songs like Tum Hi Aana, Meherbani, and Phir Mulaaqat.