Milon Ke Faasle Lyrics
Aa…
Milon ke faasle
Kaise koi saans le
Milon ke faasle
Kaise koi saans le
Saara jahaan hai tu hi nahi
Jism yahaan hai dil hai kahin
Ho.. saara jahaan hai tu hi nahi
Jism yahaan hai dil hai kahin
Tu hi bata kaise bhalaa
Koi jeene ka ehsaas le…
Ho… ho… Ho… ho…
Sohna sohna chehra tera
Aankhon mein basa hai
Aaja jaaniya
Tere bina zindagi tham si gayi hai
Oh mere sohneya
Sohniya, sohniya, sohniya…
Ho… aa…
Khamoshiyan hai chaaron su
Ab dil ki kisko kahun
Nashtar teri yaadon ke
Kaise bata dil sahe
Har gham piyun phir se jiyun
Har gham piyun phir se jiyun
Tu nighaahon ke jo paas le
Ho… ho… Ho… ho…
Sohna sohna chehra tera
Aankhon mein basa hai
Aaja jaaniya
Tere bina zindagi tham si gayi hai
Oh mere sohneya
Sohniya, sohniya, sohniya…
Aankhein toh dariya huyin
Sehra magar zindagi
Mera Khuda woh kahaan
Jo tha meri bandagi
Tu aa kabhi bann ke nami
Tu aa kabhi bann ke nami
Jalti roohon ko pyaas de
Wo… wo… wo… wo…
Written by:
"Milon Ke Faasle" Song Info
Singer | Shafqat Amanat Ali, Altamash Faridi |
Album | Ishqeria |
Lyricist | Ajay Garg |
Music | Rashid Khan |
Language | Hindi |
Film Directed | Prerna Wadhawan |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Milon Ke Faasle" song is from?
The song "Milon Ke Faasle" is from the soundtrack album "Ishqeria".
Who wrote the lyrics of "Milon Ke Faasle" song?
Ajay Garg written the lyrics of "Milon Ke Faasle".
Who is the singer of "Milon Ke Faasle" song?
Shafqat Amanat Ali and Altamash Faridi have sung the song "Milon Ke Faasle". Shafqat Amanat Ali is known for singing songs like Teri Jhuki Nazar, Tu Hi Mera, and Darmiyaan.