Maa Baap Lyrics INSAAN

Published: | Updated:
Maa Baap Lyrics from album INSAAN: The song is sung by MC Stan and Ikka, and has music by MC Stan while MC Stan and Ikka have written the Maa Baap lyrics for INSAAN. The "Maa Baap" song is from the "INSAAN".

Maa Baap Lyrics

Maa baap!
Yeh gaana mere mom dador tumhare
Mom dad ke liye!

Wo aa gaya dekho wo aa gaya!

Gadi ke peeche log likhrele mom dad
Aur shadi ke baad unko nikalre gharse
Maa baap ke baare mein kya bolu mein,
Meri book hai woh ek din sunaunga padke

Maa meri soti nai baap mera tension mein
Jab tak nai aata ladka apne gharpe
Maa baap ki keemat nai tumko ek aurat ke liye
Apne maa baap ko nikalte gharse

Khuda ke baad mein, rakhta main maa baap ko
Neend nai aari thi bro meko, kal raat ko
Sun meri baat maam, jaate jaa namaz ko
Call kar meko agar, teko kuch laga toh

Fan mera rahega toh maa baap ko maan
Fan mera rahega toh , sun meri jaan
Maa baap ko takleef mat de mere liye
Haters log tumhare, bhar rele kaan

Rap game ka, bana main salman khan
Jyada pyaar, insaan ko pachta nai maam
Maa baap ne bachpan se kara tere liye
Aur end of the day, tune kya diya mam

Dosti tum karte par nibhata mein
Dost log ke wajah se, everyday crime
Bachpan mein sidi se gira tha mein
Stop this bullshi*, pls dont mind

Quran mein likhela, kar mat tu gibat
Budhape mein lakdi ban, kar unki khidmat
Sach bolte aakhir tak, isliye tu chid mat
Isleye sab puchrele, karega kya feature

Kuch nai banega tu, bolneke teachers
Maa meri pair padke, bolneki pls pad
Likha maine phela gana, meri answer sheet par

Gaane mera full chalre, I'm comin up
Yeh log diss track likh rele, abhi tak
Tu woh ladki ko, chhodega kabhi tak
Accept kyun karte nai, asliyat

Gadi ke peeche log likhrele mom dad
Aur shadi ke baad unko nikalre gharse
Maa baap ke baare mein kya bolu mein,
Meri book hai woh ek din sunaunga padke

Maa meri soti nai baap mera tension mein
Jab tak nai aata ladka apne gharpe
Maa baap ki keemat nai tumko ek aurat ke liye
Apne maa baap ko nikalte gharse

Khuda ke baad mein, rakhta main maa baap ko
Neend nai aari thi bro meko, kal raat ko
Sun meri baat maam, jaate jaa namaz ko
Call kar meko agar, teko kuch laga toh

Bura hoon main bura hoon main bahut bura
Jo ki maa baap ki naa kabhi baat suna
Maap baap ko di gaali kiye bahut gunah
Maap baap ko di gaali kiye bahut gunah

Yeh dard jab bhi badha mera do guna
Tab maa ne diya pyar mujhe sau guna
Aadhi raat ko di roti mujhe garam karke
Yeh sab yaad karke aaj raat rau pada

Ghar pe nashe karke kayi baar cheezein todi
Maa ka dil umeed baap ki bhi shamil thi
Kayi baar hua ghar mein kalesh nikamme ki
Wajah se meri behne mujhe se kaabil thi

Maa ke kadmon mein jannat hai sunnat hai minnat tu
Kitni bhi karle haan, maa ni milti
Maa ni milti rishte mil jaate hain lakhon
Maa ki dua maa ke hathon ka jadu
Meri umar maa ko lagg jaye
Maa se pehle main mar jana chaun
Main mar jana chaun main mar jana chaun

Poore bachpan meri baap se ladai
Ussi baap se jisne duniya dikhayi
Bina soche bech daali sone ki aghuthi
Aur mujhe meri pehli usne cycle dilayi
Ussi baap ko sharabi bolun gaano mein
Sharam haya meri gum kahin gum
Bure karam phir bhi zinda inki dua
Dono, bhagwan jaise kun faya kun !

Gadi ke peeche log likhrele mom dad
Aur shadi ke baad unko nikalre gharse
Maa baap ke baare mein kya bolu mein,
Meri book hai woh ek din sunaunga padke

Maa meri soti nai baap mera tension mein
Jab tak nai aata ladka apne gharpe
Maa baap ki keemat nai tumko ek aurat ke liye
Apne maa baap ko nikalte gharse

Khuda ke baad mein, rakhta main maa baap ko
Neend nai aari thi bro meko, kal raat ko
Sun meri baat maam, jaate jaa namaz ko
Call kar meko agar, teko kuch laga toh

Written by:
MC STaN and Ikka

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Maa Baap" song is from?

The song "Maa Baap" is from the soundtrack album "INSAAN".

Who wrote the lyrics of "Maa Baap" song?

MC STaN and Ikka written the lyrics of "Maa Baap". MC STaN is known for writing songs like Ek Din Pyaar, Astaghfirullah, and I'm Done.

Who is the singer of "Maa Baap" song?

MC STaN and Ikka have sung the song "Maa Baap". MC STaN is known for singing songs like Ek Din Pyaar, Astaghfirullah, and I'm Done.