Botal Lyrics Indeep Bakshi

Published: | Updated:
Indeep Bakshi’s Botal Lyrics: Botal /Bottle is an another party song by Indeep Bakshi.

Botal Lyrics

We don’t stop till we drop
And we do it all night
We don’t stop till we drop
And we do it all night
We don’t stop till we drop
And we do it all night
We don’t stop till we drop
And we do it all night

Iss botal ko main kya naam doon (naam doon)
Isko banane wale ko inaam doon (inaam doon)
Jo tumne aaj mujhko yun pila diya (pila diya)
Kahan se tha main aaya ye bhula diya

Indeep Bakshi!

Iss bottle ko main kya naam doon (naam doon)
Isko banane wale ko inaam doon (inaam doon)
Jo tumne aaj mujhko yun pila diya (pila diya)
Kahan se tha main aaya ye bhula diya

Jhooth nahi main bolunga
Main sach ka pujari hoon
Is sharbat banane wale ka
bahut aabhari hoon (x2)

Sufi walon ko mera ye pegaam hai
(pegaam hai)
Bin piye tere jeene ka kya kaam hai
(kya kaam hai) (x2)

Bari barsi khatan gaya si
khat ke le aanda hotel nu
Bari barsi khatan gaya si
khat ke le aanda hotel nu
O bhagra taan sajda, bhagra taan sajda
Je nachan saare laake munh hun botal nu
(Botal nu… bo bo..)

Iss botal ko main kya naam doon (naam doon)
Isko banane wale ko inaam doon (inaam doon)
Jo tumne aaj mujhko yun pila diya (pila diya)
Kahan se tha main aaya ye bhula diya

Mere din ki shuruaat ho toh daaru ke saath ho
Bas yaaron ka saath phir darne ki kya baat
Ab tak to main Sufi tha
Par ab bigad gaya hoon main
Jeene ka bas ek hai motive
Yeh botal na chhodu main

Meri gaadi chalti speed main
Mujhe rokta na koi bheed main
Meri VIP entry, soni soni kudiya meri seat pe
Yaar dost hain milenge saath
Piyenge daaru banegi baat
Peeke kudiya banegi hongi set
Karenge mazze laga le bet

Daaru pine hai bahana (bahana)
Nashe mein jhume ye zamana (zamana)
Apne liye bas daaru hai bas paani (bas paani)
Sun le tu aa meri kahaani (kahaani)

Neend naa aaye raaton mein
Lagi daaru ki bimari
Chote peg se kaam ni banta
Pee jaaun botal saari (x2)

Iss botal ko main kya naam doon (naam doon)
Isko banane wale ko inaam doon (inaam doon)
Jo tumne aaj mujhko pila diya (pila diya)
Kahaan se tha main aaya ye bhula diya (x2)

Written by:
Indeep Bakshi

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Botal" song?

Indeep Bakshi has written the lyrics of "Botal". Indeep Bakshi is known for writing songs like Saturday Saturday, 36 Aayengi 36 Jayengi, and Saiyaan.

Who is the singer of "Botal" song?

Indeep Bakshi has sung the song "Botal". Indeep Bakshi is known for singing songs like Saturday Saturday, 36 Aayengi 36 Jayengi, and Saiyaan.