Tu Tera Dekh Lyrics Emiway

Published: | Updated:
Tu Tera Dekh Lyrics: The song is sung by Emiway, and has music by Hippy Jack while Emiway Bantai has written the Tu Tera Dekh Lyrics..

Tu Tera Dekh Lyrics

Tu tera dekh, mera ekdam kadak 
Tu tera dekh, haan, "Kaun, kya sochega?" ab hataana
Tera dekh, aata nahi khota pyaar jatana
Tera dekh, kitna bhi kar, khamaaiyan nikalenge
Ye duniya hi aisi hai, bantai, tu apna dekh

Tu tera dekh, waqt nahi karta kisika wait
Kaun hai aage? Kaun hai peeche?
Tere mehnat ke natije le jaayenge, 
Beta, jahan pe aaj jaana chhata tu
Kaun, kitna paaya-khoya? Tension kaay ko loon?

Kise, kya mila tujhse zyada? Dekhna band kar
Tujhe jo milega, hoga vo cheez sabse hatkar
Jo bhi maza aata karne mein, kar, lage reh datkar
I'm the best, beta, haq se, mera koi nahi takkar

Haan, confident reh jaisa mere mein hai
Jo tere mein nahi hai, vo baat bhi mere mein hai
Ye ghamand nahi, simple-sa fact hai
Jo bhi jeeta hoon, main bol dalta rap mein

Baaki gardi mein chal rele, apun nikalte gap mein
Main bhi hissa banaya, is cheej ko laya main map mein
Kitna kuch diya mujhe hip-hop aur rap ne
Jinka khud ka kuch nahi hai, vo log lagele dhaapne

Tu tera dekh, waqt nahi karta kisika wait
Kaun hai aage? Kaun hai peeche?
Tere mehnat ke natije le jaayenge, 
Beta, jahan pe aaj jaana chhata tu
Kaun, kitna paaya-khoya? Tension kaay ko loon?

Tu tera dekh, waqt nahi karta kisika wait
Kaun hai aage? Kaun hai peeche?
Tere mehnat ke natije le jaayenge, 
Beta, jahan pe aaj jaana chhata tu
Kaun, kitna paaya-khoya? Tension kaay ko loon?

Haan, inko bolne de, 
Tujhe judge karne wale ye log kaun hain, be?
Kaafi dene aate rai, lekin main na abhishek
Karta haath jaldi kisi se, 
Haan, vaisa apna zone hai, be

Kamzor samajhte hain log yahan rone pe
Kathor bana dil, fark nahi kise khone mein
Main kone mein pada tha, samay nahi bitaya rone mein
Bas kone mein batana tha 
Aaj very well known hoon main (very well known)

Apne jaisa koi kar raha hai kya?
Bina sahara chalne, chhote, 
Dar raha hai kya? 
Shukr kar, jo bhi hai tere paas, laala
Raste pe bhukha-nanga mar raha hai kya?

Tu tera dekh, waqt nahi karta kisika wait
Kaun hai aage? Kaun hai peeche?
Tere mehnat ke natije le jaayenge, 
Beta, jahan pe aaj jaana chhata tu
Kaun, kitna paaya-khoya? Tension kaay ko loon?

Tu tera dekh, waqt nahi karta kisika wait
Kaun hai aage? Kaun hai peeche?
Tere mehnat ke natije le jaayenge, 
Beta, jahan pe aaj jaana chhata tu
Kaun, kitna paaya-khoya? Tension kaay ko loon?

Written by:
Emiway Bantai

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Tu Tera Dekh" song?

Emiway Bantai has written the lyrics of "Tu Tera Dekh". Emiway Bantai is known for writing songs like Company, Momma, and Kudi.

Who is the singer of "Tu Tera Dekh" song?

Emiway has sung the song "Tu Tera Dekh". Emiway is known for singing songs like Firse Machayenge, Boht Hard, and Asli Hip Hop.