Bantai Lyrics
Haha sun!
Area mein fatke bhi lagate thhe ek samay bantai
Ab bade huye dimag se aur lade bantai
Zindgi se aur khudke dum pe aaj khade bantai
12vi tak shiksha liya achhe se padhe bantai
Angreji bhi apne hisaab se hi chale bantai
Maa baap ne wo sab dilaya jo jo jo jo mangtai
Bada gadha hua ghar se paisa kayko mangtai
Agar sharam naam ki cheez hai to fir samajh bantai
Cidiyan banao khud ki or fir chadho bantai
Main to media se door mat lado bantai
Yede ki ginti mein nahin lena kisi ko bantai
Koyi paise bachake paidal chalke ja raha bantai
Bolo aur bantai kisko aur mangtai
Public ko kam padte gaane bole aur mangtai
Aur bantai kisko aur mangtai
Ek hi raat mein 4,5,6,6 gaana banta hai
Bolo aur bantai kisko aur mangtai
Public ko kam padte gaane bole aur mangtai
Aur bantai kisko aur mangtai
Ek hi raat mein 4,5,6,6 gaana banta hai.. Chal..
Koyi ameer koyi gareeb koyi fakeer bantai
Koyi laqueer se wazir koyi taqdeer se bantai
Zarurat ke mauke pe koyi na haazir hai bantai
Do din ka pyaar pa le kheenchenge tasveer ye bantai
Khud ki galti nahin dikhti kisi ko sach hai bantai
Sach bolega to ghumo yahaan bach ke bantai
Agar imaandari se jee rahe to haq hai bantai
Jawaab mangega to denge seedha rakh ke bantai
Qismat nahin bantai yeh kudrat hai bantai
Gaana banane ka 24 ghanta latt hai bantai
Tu galat hai bantai ya fir sahi hai bantai
Yeh baat jaanta hai khud tu nahin hai bantai
Mujhe maza aa raha jeene mein sab mast hai bantai
Bas bura laga dekh ke sab vyast hai bantai
Koyi pyaar nahin jata raha sab log fass gaye bantai
Log hass ke lagate sirf masske bantai
Bolo aur bantai kisko aur mangtai
Public ko kam padte gaane bole aur mangtai
Aur bantai kisko aur mangtai
Ek hi raat mein 4,5,6,6 gaana banta hai
Bolo aur bantai kisko aur mangtai
Public ko kam padte gaane bole aur mangtai
Aur bantai kisko aur mangtai
Ek hi raat mein 4,5,6,6 gaana banta hai.. Chal..
Mehnat karna seekho kamyabi aayega apne aap
Dusro ko dekh ke jaloge to khud ban jaaoge rakh
Kholo aankh duniya mein pyar ki kami hai
Aage badhna seekho zindgi mein kyu wahi hai
Ghar pe papa aur mummy hai zindgi sahi hai meri
Tu bhi kar sakta hai panna palat jaake teri
Galat raasta leke badhne mein na lagti deri
Lekin aisi zindgi mein insaan khush nahin rehta daily
True talk! Hip-hop ko sahi raaste pe leke jate hai
Jab jarurat hai tab sirf shot dete baaki time mein
Poori public ko apun achhi thaught dete
Written by:
"Bantai" Song Info
Singer | Emiway |
Album | Dhundke Dikha EP |
Lyricist | Emiway |
Music | Bass Mutant |
Genre | Hip-Hop (Rap) |
Music Label | Emiway |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Bantai" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Bantai" song?
Emiway has written the lyrics of "Bantai". Emiway is known for writing songs like Firse Machayenge, Boht Hard, and Lean On (feat Emiway).
Who is the singer of "Bantai" song?
Emiway has sung the song "Bantai". Emiway is known for singing songs like Firse Machayenge, Boht Hard, and Asli Hip Hop.