Fariyaad Lyrics Bhavin Bhanushali

Published: | Updated:
Fariyaad Lyrics: The song is sung by Bhavin Bhanushali, and has music by Sachin Gupta while Kunwar Juneja and Sachin Gupta have written the Fariyaad Lyrics. The music video of the Fariyaad song is directed by Sachin Gupta , and it features Bhavin Bhanushali and Tanvi Gadkari.

Fariyaad Lyrics

Tum mile, toh laga,
Zindagi mil gayi
Tum judaa jab huye
Har khushi kho gayi

Khamoshiyon se dar lagta hai
Dil mera har pal kehta hai
Aaja aaja jaane jaan

Khamoshiyon se dar lagta hai
Dil mera har pal kehta hai
Aaja aaja jaane jaan

Fariyaad karunga milne ki
Sau baar karunga
Nahi aayi toh khud ko
Khud hi barbaad karunga

Fariyaad karunga milne ki
Sau baar karunga
Nahi aayi toh khud ko
Khud hi barbaad karunga

Sun zaraa tadpa rahe hain
Yeh bewajah ke faaslein
Ruk gaye raahon pe jaise
Hasraton ke kaafile

Tumko hi bus tumko hi
Main yaad karunga
Nahi aayi toh khud ko
Khud hi barbaad karunga

Fariyaad karunga milne ki
Sau baar karunga
Nahi aayi toh khud ko
Khud barbaad karunga

Hanju dil vich har velle rende
Yaar vichhoda har pal sehende
Mitti mitti ho gaye sapne
Yaar mila de rab nu kehende x(2)

Dil mein thi jo tumse
Main woh baat karunga
Nahi aayi toh khud ko
Khud hi barbaad karunga

Fariyaad karunga milne ki
Sau baar karunga
Nahi aayi toh khud ko
Khud barbaad karunga

Written by:
Kunwar Juneja and Sachin Gupta

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Fariyaad" song?

Kunwar Juneja and Sachin Gupta have written the lyrics of "Fariyaad". Kunwar Juneja is known for writing songs like Akhiyan, Ishq Namazaa, and Yakeen.

Who is the singer of "Fariyaad" song?

Bhavin Bhanushali has sung the song "Fariyaad".

Who directed "Fariyaad" music video?

Sachin Gupta has directed the music video of "Fariyaad".

Who has featured in the music video?

The music video of "Fariyaad" features Bhavin Bhanushali and Tanvi Gadkari.