Meri Zindagi Lyrics
O…
Tu hi dar hai, tu hi duaa
Tujh mein hi dekha maine Khuda
Tujhse suru huaa tujhpe khatam hoon
Bas ye meri daastaan
Kaun mera hai tere sivaah
Tujhmein hi hai meri panaah
Tu hi mera naseeb
Meri zindagi hai tu.. (x4)
Seene mein jo main dum bhar raha
Wo saans bhi hai tu
Dard ke iss daur mein tu hai
Chain-o-qaraar hai lamha mera
Jeena chaahun jisme hamesha
Tu hai mubaarak wo duniya
Kaun mera hai tere sivaa
Tune kiya har gham se riha
Tu hi mera habeeb
Meri zindagi hai tu.. (x4)
Seene mein jo main dam bhar raha
Wo saans bhi hai tu
Teri baahon mein hai mila ab
Sadiyon ka aaraam mujhe
Paaya tujhko jo maine to
Dil mein ab na armaan rahe
Kaun mera hai tere sivaah
Sath mera tune hi diya
Yun hi rahe na kareeb
Meri zindagi hai tu.. (x4)
Seene mein jo main dum bhar raha
Wo saans bhi hai tu..
Aa…
Written by:
"Meri Zindagi" Song Info
Singer | Rahul Vaidya |
Album | Bhaag Johnny |
Lyricist | Amitabh Verma |
Music | Mithoon |
Cast | Kunal Khemu, Zoa Morani |
Language | Hindi |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Meri Zindagi" song is from?
The song "Meri Zindagi" is from the soundtrack album "Bhaag Johnny".
Who wrote the lyrics of "Meri Zindagi" song?
Amitabh Verma written the lyrics of "Meri Zindagi". Amitabh Verma is known for writing songs like Kinna Sona, Mere Humsafar, and Preet.
Who is the singer of "Meri Zindagi" song?
Rahul Vaidya has sung the song "Meri Zindagi". Rahul Vaidya is known for singing songs like Do Chaar Din, Meri Zindagi, and Aankh Hai Bhari Bhari Aur Tum 2.0.