Gaya Kaam Se Lyrics Armaan Malik

Published: | Updated:
Gaya Kaam Se Lyrics (गया काम से Lyrics in Hindi): The song is sung by Armaan Malik, and has music by Bhrigu Parashar while Bhrigu Parashar and Armaan Malik have written the Gaya Kaam Se Lyrics. The music video of the Gaya Kaam Se song is directed by Armaan Malik , and it features Armaanians.

Gaya Kaam Se Lyrics

Select any lyrics text to create a shareable image!

Ek hi baar dekh ke
Aakhon mein tu chha gaya
Thodi hi der mein kahin
Mujhe chain sa aa gaya 

Dil aa gaya toh dil lagaana
Ishq hua, toh aazmaana
Koi wajaah koi bahaana
Bhi zaroori hai kya?

Na lena dena naam se
Na jaan pehchaan se
Na ghar ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se

Na lena dena naam se
Na jaan pehchaan se
Na ghar ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se

Mann chala manchala
Idhar udhar kidhar kya bataaun
Dhoondhti besabar nazar
Asar tera kya bataaun

Baat bani toh baat badhaana
Pyaar hua toh pyaar jataana
Koi wajaah koi bahaana
Bhi zaroori hai kya?

Kya hoga intezaar se
Iss dil ke armaan se
Na kal ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se 

Na lena dena naam se
Na jaan pehchaan se
Na ghar ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se

Shuru ho muskaan se
Khatam meri jaan pe
Na din ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se

Written by:
Bhrigu Parashar and Armaan Malik

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Gaya Kaam Se" song?

Bhrigu Parashar and Armaan Malik have written the lyrics of "Gaya Kaam Se". Bhrigu Parashar is known for writing songs like Pankhida, Shut Up, and Gaya Kaam Se.

Who is the singer of "Gaya Kaam Se" song?

Armaan Malik has sung the song "Gaya Kaam Se". Armaan Malik is known for singing songs like Pehla Pyaar, Sab Tera, and Wajah Tum Ho.

Who directed "Gaya Kaam Se" music video?

Armaan Malik has directed the music video of "Gaya Kaam Se".

Who has featured in the music video?

The music video of "Gaya Kaam Se" features Armaanians.