Kahaan Lyrics Aparshakti Khurana

Published: | Updated:
Kahaan Lyrics (कहाँ Lyrics in Hindi): The song is sung by Aparshakti Khurana, Abhishek Banerjee, and Varun Sharma, and has music by Mir Desai while Savi Kahlon and Aparshakti Khurana have written the Kahaan Lyrics..

Kahaan Lyrics

Select any lyrics text to create a shareable image!

Kahaan kahaan
Kahaan kahaan
Kahaan kahaan
Kahaan kahaan

Kahaan gaye jo yaar woh puraane they
Kahaan gaye jo unke woh bahaane they
Kahaan gaye woh din wohi raat yaara
Kahaan gaye joh choot gaye saath yaara

Kahaan kahaan
Kahaan kahaan
Kahaan kahaan
Kahaan kahaan

Kahaan hai peg woh bin soda paani
Kahaan gayi dosti marjaani
Kahaan hai tu kahaan hoon main
Kahaan gayi woh zindagi purani

Kisi ko yaara koi saath na mila
Kisse karien gussa kisse gila
Kari dil ki ek dooje ki maani na
Kisi yaar ne yaari pehchaani na

Kahaan woh raste jispe haste haste jaate they
Kahaan woh chai jo milke banate they
Kahaan se kaise ho gayi hai khata
Kahaan ho gaye woh lapata

Kahaan kahaan
Kahaan kahaan
Kahaan kahaan
Kahaan kahaan

Kahaan gaye woh yaar jo puraane they
Kahaan gaye jo yaaron ke bahaane they
Kahaan gaye woh din wohi raat yaara
Kahaan gaye joh choot gaye saath yaara

Yaar yaad aa gayi apne doston ki
Woh bachpan ke dost woh kameene dost
Najaane kyon yeh doooriyaan badh gayi

Kai baar aapko lagta hai
Ki meri galti thi hii nahi
Ussi ki galti thi
Sach bataaun sahi lagta hai
Ussi ki hi toh galti thi kaaafi

Lekin thodi galti to aap ki bhi to thi
Isliye phone uthaao
Aaur abhi isi waqt unse baat karo
Warna kehte rah jaonge

Kahaan gaye jo yaar woh puraane they
Kahaan gaye jo unke woh bahaane they
Kahaan gaye woh din wohi raat yaara
Kahaan gaye joh choot gaye saath yaara

Written by:
Savi Kahlon and Aparshakti Khurana

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Kahaan" song?

Savi Kahlon and Aparshakti Khurana have written the lyrics of "Kahaan". Savi Kahlon is known for writing songs like Kahaan, Phullaan Jeha Chehra, and Saadgi.

Who is the singer of "Kahaan" song?

Aparshakti Khurana, Abhishek Banerjee, and Varun Sharma have sung the song "Kahaan". Aparshakti Khurana is known for singing songs like Kudiye Ni, Teri Yaari, and Balle Ni Balle.