Chand Aasmano Se Laapata Lyrics

Published: | Updated:
Chand Aasmano Se Lapata Lyrics from Hindi movie Alone: A soft romantic love song composed by Jeet Gannguli, sung by Bhaven Dhanak and written by Sandeep Nath.

Chand Aasmano Se Laapata Lyrics

Chand aasmano se laapata ho gaya
Chal ke mere ghar mein aa gaya, aa gaya
Main khush-kismat hoon bakhuda iss tarah
Ho jaaye poori ik duaa jis tarah

Tere bin meri jaana kabhi
Ik pal bhi guzaara nahi
Teri aarzoo ne khud se begana kar diya
Chaand aasmano se lapata ho gaya
Chal ke mere ghar mein aa gaya, aa gaya

Maine tujhe tohfe mein ye dil diya
Tune mujhe badle mein ye jahaan diya
Main hi jaanu, tu hi jaane jo hai darmiyaan
Tujh se hai meri jaana ghar ye aashiyaan..

Tere bin meri jaana kabhi
Ik pal bhi guzaara nahi
Teri aarzoo ne khud se begana kar diya
Chand aasmano se lapata ho gaya
Chalke mere ghar mein aa gaya, aa gaya

Tune mere raaston ko manzil kiya
Tujhe paake zindagi ko haasil kiya
Tere liye hai ye saansein, tay kar liya
Tu hai toh hai ye kahaani, mere saathiya

Tere bin meri jaana kabhi
Ik pal bhi guzaara nahi
Teri aarzoo ne khud se begana kar diya
Chand aasmano se lapata ho gaya
Chalke mere ghar mein aa gaya, aa gaya

Written by:
Sandeep Nath

Lyricsmint FAQs & Trivia

What movie the "Chand Aasmano Se Laapata" song is from?

The song "Chand Aasmano Se Laapata" is from the soundtrack album "Alone".

Who wrote the lyrics of "Chand Aasmano Se Laapata" song?

Sandeep Nath written the lyrics of "Chand Aasmano Se Laapata". Sandeep Nath is known for writing songs like Sunn Raha Hai (Female), Sun Raha Hai, and Jeena Marna.

Who is the singer of "Chand Aasmano Se Laapata" song?

Bhaven Dhanak has sung the song "Chand Aasmano Se Laapata". Bhaven Dhanak is known for singing songs like Jai Ho (Title Song), Chand Aasmano Se Laapata, and Ishq Tumpe Aise.