Musafir Lyrics
Ek din to woh bhi tha kabhi
Mujhko mila
Na tha mujhko mera hi pata
Main hoon kya?
Roobaru roobaru main khud se jab hua
Tab ussi jagah
Bani jeene ki fir ek wajah, is tarah
Hua musafir, phir ek wajah se
Phir roobaroo hoon zamaane se
Bana hoon mere fasaane se
Hua musafir, phir ek wajah se
Phir roobaroo hoon zamaane se
Bana hoon mere fasaane se...
Hua musafir!
Ab kisi se koi na gila
Doon tujhe bataa
Chala main akela hi chala
Hai mujhe pataa
Saath de mera jo yahaan
Wo hai mera
Ho koi mujhsa hubahu
Liye wajah
Teri hi wajah se toh bana ye taraana
Goonje in pahadon mein ye roozana
Lafz kaise nikle ye meri zubaani
Yaad hai lekin mujhe har kahani
Hua musafir, phir ik wajah se
Phir roobaroo hoon zamaane se
Bana hoon mere fasaane se
Hua musafir!
Hua musafir!
Hua musafir!
Written by:
and
"Musafir" Song Info
Singer | Abhijeet Srivastava |
Lyricist | IP, Mukul Sharma |
Music | IP, Mukul Sharma, Abhijeet Srivastava |
Music Label | Artist Originals |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Musafir" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Musafir" song?
IP and Mukul Sharma have written the lyrics of "Musafir".
Who is the singer of "Musafir" song?
Abhijeet Srivastava has sung the song "Musafir". Abhijeet Srivastava is known for singing songs like Chashni, Shaabaashiyaan, and Dil Diyan Gallan (Title Track).