Ab kya misaal doon main Lyrics Aarti (1962)

Published: | Updated:
Ab kya misaal doon main Lyrics (अब क्या मिसाल दूँ मैं Lyrics in Hindi): The song is sung by Mohmmed Rafi, and has music by Roshan while Majrooh Sultanpuri has written the Ab kya misaal doon main Lyrics. The music video of the Ab kya misaal doon main song is directed by Phani Majumdar , and it features Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, and Shashikala.

Ab kya misaal doon main Lyrics

Select any lyrics text to create a shareable image!

Hoon...
Ab kya misaal doon main
Tumhare shabaab ki
Insaan ban gayee hai kiran
Mahtaab ki ab kya misaal doon

Chehre main ghul gaya hai
Haseen chandni ka noor
Aankhon mein hai chaman
Ki jawan raat ka suroor
Gardan hai ek jhuki hui
Daali daali gulab ki
Ab kya misaal doon main
Tumhare shabaab ki
Ab kya misaal doon

Gesu khule to shaam
Ke dil se dhuan uthe
Chhule kadam to jhuk
Ke na phir aasman uthe
Sau baar jhilmilaye shama
Shama aaftab ki
Ab kya misaal doon

Deewar o dar ka rang
Yeh aanchal yeh pairhan
Ghar ka mere chirag hai
Boota sa yeh badan
Tasveer ho tumhi mere
Jannat ke jannat ke khwab ki
Ab kya misaal doon main
Tumhare shabaab ki
Insaan ban gayee hai kiran
Mahtaab ki ab kya misaal doon.

Written by:
Majrooh Sultanpuri

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Ab kya misaal doon main" song?

Majrooh Sultanpuri has written the lyrics of "Ab kya misaal doon main". Majrooh Sultanpuri is known for writing songs like Hai Apna Dil To Awara, Ae Kash Ke Hum, and Gazab Ka Hai Din – Bawara Mann.

Who is the singer of "Ab kya misaal doon main" song?

Mohmmed Rafi has sung the song "Ab kya misaal doon main".

Who directed "Ab kya misaal doon main" music video?

Phani Majumdar has directed the music video of "Ab kya misaal doon main".

Who has featured in the music video?

The music video of "Ab kya misaal doon main" features Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, and Shashikala.