Meri Mai Lyrics

Published: | Updated:
Meri Mai Lyrics (मेरी माई Lyrics in Hindi): The song is sung by Jubin Nautiyal, and has music by Payal Dev while Manoj Muntashir has written the Meri Mayi Lyrics. The music video of the Meri Mai song is directed by Lovesh Nagar , and it features Jubin Nautiyal, Dr. Nishigandha Waad, Aakaash Gupta, Shalini Chauhan, Irfan Ali, and Ayzah Hafeez.

Meri Mai Lyrics

Dhoop samay ki lakh sataye
Mujhme himmat baaki hai

Dhoop samay ki lakh sataye
Mujhme himmat baaki hai
Mera sar dhakne ko maayi
Teri chunar kaafi hai

Kya maange wo beta
Jisne maa ki mamta paayi hai
Ek taraf hai ye jag saara
Ek taraf meri mai hai

Kya maange wo beta
Jisne maa ki mamta paayi hai
Ek taraf hai ye jag saara
Ek taraf meri mai hai

Haan.. Ho..

Jagrata tera gaaun maiyya
Roz mujhe wo rein mile
Tere charan hi meri sharan hai
Aur kahin naa chain mile

Jagrata tera gaaun maiyya
Roz mujhe wo rein mile
Tere charan hi meri sharan hai
Aur kahin naa chain mile

Tu hi punya prtaap hai mera
Tu hi karm kamayi hai
Tu hi punya prtaap hai mera
Tu hi karm kamayi hai

Kya maange wo beta
Jisne maa ki mamta paayi hai
Ek taraf hai ye jag saara
Ek taraf meri mai hai

Kya maange wo beta
Jisne maa ki mamta paayi hai
Ek taraf hai ye jag saara
Ek taraf meri mai hai

Kaun digaaye path se use jo
Tujhpe bharosa karle maa
Barakh talak main tujhe niharu
Teri chhavi dukh har le maa

Kaun digaaye path se use jo
Tujhpe bharosa karle maa
Barakh talak main tujhe niharu
Teri chhavi dukh har le maa

Dard hai laakhon duniya mein
Tu sab dardo ki dawaayi hai
Dard hai laakhon duniya mein
Tu sab dardo ki dawaayi hai

Kya maange wo beta
Jisne maa ki mamta paayi hai
Ek taraf hai ye jag saara
Ek taraf meri mai hai

Kya maange wo beta
Jisne maa ki mamta paayi hai
Ek taraf hai ye jag saara
Ek taraf meri mai hai

Ho.. Ho..

Written by:
Manoj Muntashir

Lyricsmint FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Meri Mai" song?

Manoj Muntashir has written the lyrics of "Meri Mai". Manoj Muntashir is known for writing songs like Teri Mitti, Kaun Tujhe, and Galliyan.

Who is the singer of "Meri Mai" song?

Jubin Nautiyal has sung the song "Meri Mai". Jubin Nautiyal is known for singing songs like Tum Hi Aana, Meherbani, and Phir Mulaaqat.

Who directed "Meri Mai" music video?

Lovesh Nagar has directed the music video of "Meri Mai".

Who has featured in the music video?

The music video of "Meri Mai" features Jubin Nautiyal, Dr. Nishigandha Waad, Aakaash Gupta, Shalini Chauhan, Irfan Ali, and Ayzah Hafeez.