This post features Best Friendship Songs in Hindi, Friendship Day Songs Hindi, Friendship day songs lyrics, New Hindi Friendship songs, 2019 friendship day songs, 4th August 2019 friendship day songs, Friendship songs collection.
Friendship Songs List:
Song Title | Movie/Album | Singer(s) |
---|---|---|
Tera Yaar Hoon Main | Sonu Ke Titu Ki Sweety | Arijit Singh |
Tum Jaise Chu*** Ka Sahara Hai Dosto | Single | Rajeev Raja |
Apni Yaari (2019) | McDowell's No1 Yaari | Single |
Veere | Veere Di Wedding | Vishal Mishra & Others |
Dil Chahta Hai | Dil Chahta Hai | Shankar Mahadevan |
Yaar Mod Do | Punjabi Single | Guru Randhawa, Millind Gaba |
Daaru Desi | Cocktail | Benny Dayal, Shalmali Kholgade |
Yaaron! dosti | Rockford | KK |
Jaane Nahi Denge Tujhe | 3 Idiots | Sonu Nigam |
Mustafa Mustafa | Kadhal Desam (Tamil) | AR Rahman |
Tere Jaisa Yaar Kahaan | Yaarana (1981) | Kishore Kumar |
Yeh Dosti Hum Nahi Todenge | Sholay | Kishore Kumar, Manna Dey |
Yaari Hai Imaan Mera | Zanjeer – 1973 | Manna Dey |
Yaar Anmulle | Yaar Anmulle | Sharry Mann |
Har Ek Friend Zaroori Hota Hai | Airtel TVC | Various |
Jo Mera Hai Woh Tera Hai | Airtel TVC | Various |
Yaaron Aisa Hai | Rangrezz | Salim Merchant |
Allah Waariyan | Yaariyan (2014) | Shafqat Amanat Ali |
Yaari Yaari | Purani Jeans (2014) | Ram Sampath |
Ye Number 1 Yaari Hai | Single | Mohit Chauhan |
Tera Yaar Hoon Main – Arijit Singh Friendship song in Hindi from Sonu ke Titu ki Sweety
A beautiful Hindi friendship song, sung by Arijit Singh and composed by Rochak Kohli while lyrics are penned down by Kumaar. This friendship song features Kartik Aaryan and Sunny Singh.
Tu jo rootha toh kaun hansega
Tu jo chhoota toh kaun rahega
Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega
Tu hi wajah…
Tere bina bewajah bekar hoon main
Tera yaar hoon main
Read Tera Yaar Hoon Main Full Lyrics
Tum Jaise Chu*** Ka Sahara Hai Dosto – Friendship Song in Hindi by Rajeev Raja (2018)
Indie artist Rajeev Raja's debut single was a rage in 2018. The simple and lyrics combination just hit the right strings and was hugely popular. If you are looking for a censored version of the song, He released that the censored version of this Friendship Song in Hindi which is titled as Yaro Ne Mere Vaste.
Kisi ke haath mein heera
Kisi ke kaan mein heera
Mujhe toh heere se matlab kya
Mera toh yaar hai heera
Yaaron ne mere vaste kya kuch nahi kiya
Sau baar shukriya, Sau baar shukriya
Hundred baar shukriya
Billion baar shukriya
Apni Yaari - SANAM's Hindi Friendship Day Song (2019)
India's most famous contemporary band SANAM has joined hands with McDowell's, The No. 1 Yaari Jam has got a new anthem called Apni Yaari. The song is composed SANAM and Clinton Cerejo while Apni Yaari Lyrics are written by Amitabh Bhattacharya.
Atrang hai, malang hai
Har haal mein saare sang hai
Apni yaari mein baat hai
Kuch baat hai, Kuch to baat hai
Yeh zamana jalta hai to jal kar dekhe
Jeene ki mauj rahenge hum to leke
Veere – Veere Di Wedding Friendship Songs
“Veere” is a Friendship song for girls, sung by Vishal Mishra, Aditi Singh Sharma, Dhvani Bhanushali, Nikita Ahuja, Payal Dev & Lulia Vantur, & Sharvi Yadav and has music by Vishal Mishra while Veere’s lyrics are written by Anvita Dutt.
Gehri hai meelon si yaari apni veere
Utre jo maujon mein lambi saanse kheeche
Ban jaaye kinaare do pairon ke neeche
Read Veere Lyrics
Atrangi Yaari – Wazir - Amitabh Bachchan and Farhan Akhtar Friendship Songin Hindi
Atrangi Yaari is from the film Wazir – The friendship song is sung by Amitabh Bachchan and Farhan Akhtar, composed by Rochak Kohli and written by Deepak Ramola & Gurpreet Saini.
Yaari.. teri yaari
Chal maana iss baari
Saari meri fikrein
Tere aage aake haari
Read Atrangi Yaari Lyrics
Dil Chahta Hai (with Lyrics) - The ultimate friendship song written by Javed Akhtar
Dil Chahta Hai is a great song very well written Hindi Friendship Song by Javed Akhtar, You should share these lines with your friends on this friendship day.
Dil Chahta Hai Lyrics
Dil chahta hai, Dil chahta hai, Dil chahta hai
Kabhi na beete chamkile din
Dil chahta hai
Hum naa rahe kabhi yaaron ke bin
Din-din bhar ho pyaari baatein
Jhoome shaame gaayein raatein
Masti mein rahe dooba dooba hamesha samaa
Humko raahon mein yunhi milti rahe khushiyaan
Dil chahta hai
Kabhi na beete chamkeele din
Dil chahta hai
Hum na rahe kabhi yaaron ke bin
Jagmagate hain jilmilaate hain apne raaste
Yeh khushi rahe roshni rahe apne waaste
O o…
Dil chahta hai…
Kaisa ajab yeh safar hai
Socho to har ek hi bekhabar hai
Usko jaana kidhar hai
Jo waqt aaye jaane kya dikhaye
O o…
Dil chahta hai
Kabhi na beete chamkeele din
Dil chahta hai
Hum na rahe kabhi yaaron ke bin
Din din bhar ho pyaari baatein
Jhoome shaame gaayen raatein
Masti mein rahe dooba dooba hamesha sama
Hum ko raahon mein yunhi milti rahe khushiyaan
Jagmagate hain jilmilaate hain apne raaste
Yeh khushi rahen roshni rahen apne waaste
O o..
Dil chahta hai, dil chahta hai
Dil chahta hai, dil chahta hai
Dil chahta hai
Yaar Mod Do – The Ultimate Friendship Song in Punjabi by Guru Randhawa & Millind Gaba
Yaar Mod Do is a Punjabi song on Friendship songs in Punjabi by Millind Gaba and Guru Randhawa.
Jehdi bandi si har shanivaar
Car vich bar mod do
Ho le lo paisa, te le lo pyaar
Mainu mere yaar mod do
Daru Desi - Celebrate Friendship with this Cocktail Friendship song
Lyrics:
Saath hum jo chale, bann gaye kaafile
Aur koi hamein ab mile naa mile
Mauj hai roz hai
Roke se bhi naa ye rukte kabhi silsile
Chadhi mujhe yaari teri aisi, Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si, Jaise daaru desi
Full Lyrics: Daaru Desi Lyrics
Yaaron! dosti badi hi haseen hai - KK's Legendary Hindi song on Friendship
This song of one of KK from Rockford album is one best and most memorable friendship song in Hindi ever made in India. Lyrics of this song was written by Mehboob Kotwal.
Yaaron Dosti Lyrics:
Yaaron dosti badi hi haseen hai
Yeh na ho to kya phir bolo yeh zindagi hai
Koi to ho raazdaar begaraz tera ho yaar
Koi to ho raazdaar
Yaaron mohabbat hi to bandagi hai
Yeh naa ho to kya phir bolo yeh zindagi hai
Koi to dilbar ho yaar
Jisko tujhse ho pyaar
Koi to dilbar ho yaar
Teri har ke buraai pe daante woh dost
Gham ki ho dhoop to saaya bane tera woh dost
Naache bhi woh teri khushi main
Arey yaaron dosti badi hi haseen hai
Yeh naa ho to kya phir
Bolo yeh zindagi hai
Koi tto ho raazdaar
Begaraz tera ho yaar
Koi to ho raazdaar
Tann-mann kare tujhpe fida mehboob woh
Palkon pe jo rakhe tujhe mehboob woh
Jiski wafa tere liye ho
Arey yaaron mohabbat hi to bandagi hai
Yeh naa ho to kya phir
Bolo yeh zindgi hai
Koi to dilbar ho yaar
Jisko tujhse ho pyaar
Koi to dilbar ho yaar!
Jaane Nahi Denge Tujhe (Lyrics) - Sonu Nigam's beautiful friendship song that is full of emotions
This song didn’t get that success which it deserved, As Shantanu Moitra (the composer) said: Jaane Nahi Denge is Sonu Nigam’s one of the best song he ever sang. But this song was surprisingly ignored by the audience. Hope the audience will understand how great is this song!
Lyrics(Written by: Swanand Kirkire)
Jaane nahin denge tujhe
Jaane tujhe denge nahin [x2]
Chaahe tujhko rab bulaa le
Hum na rab se darrne waale
Raahon mein dat ke khade hain hum
Yaaron se nazrein chura le
Chaahe jitna dum laage le
Jaane na tujhko aise denge hummm…
Jaane nahin denge tujhe
Jaane tujhe denge nahin
Do kadam ka yeh safar hai
Umr chhoti si dagar hai
Ek kadam mein ladkhadaya kyun
Sun le yaaron ki yeh baatein
Beetengi sab gum ki raatin
Yaaron se rootha hai saaale kyun
Jaane nahin denge tujhe
Jaane tujhe denge nahin [x2]
Maa ne khat mein kya likha tha
Jiye tu jug-jug yeh kaha tha
Chaar pal bhi jee na paaye tu…
Yaaron se nazrein mila le
Ek baar tu muskura de
Uth ja saale yun satata hai kyun
Jaane nahin denge tujhe
Jaane tujhe denge nahin…
Mustafa Mustafa (Hindi Song) – AR Rahman's Friendship Song
Mustafa is originally sung in Tamil and English, the song is from Tamil movie Kadhal Desam. But later the song was also dubbed by AR Rahman in Hindi and English.
Mustafa Lyrics
Ooh Yeah Friendship…
Mustafa Mustafa don’t worry Mustafa
Hum hain tumhare Mustafa [x2]
Day by day badhta hai, Dil Dil se mill jaata hai
Jaadu hai aisa friendship ka
Mustafa Mustafa don’t worry Mustafa
Hum hain tumhare Mustafa
Ooh Yeah Friendship…
Aankhon ki raahon se dil pe chadh jaate hai
Apne bann jaate hain, jo dil hai anjane
School mein yaari hai, College mein yaari hai
Yaari hai zindagi ye sunn le deewane
Milna milna naa hai, masti lutana hai
Yaari ke aage kya yeh jori sona hai
Khushyon ke saagar mein yaari ki kashti hai
Naa hai kinaara yaara badhte jaana hai
Mustafa Mustafa don’t worry Mustafa
Hum hain tumhare Mustafa
Day by day badhta hai, Dil Dil se mill jaata hai
Jaadu hai aisa friendship ka
Mustafa Mustafa don’t worry Mustafa
Hum hain tumhare Mustafa
Yeh aasmaan kya hai inn panchhi ke aage
Saagar ye kya hai yaara machhli ke aage
Tu bas hanste hi jaa, har pal muskaate jaa
Phir gham ki hasti kya yaara tere aage
Jeevan toh raahi hai, isko toh chalna hai
Raahon mein station toh aate hai jaate hain
Gham tera station hai, Isko toh jaana hai
Chalta chal khushiyon ka bhi station aana hai
Mustafa Mustafa don’t worry Mustafa
Hum hain tumhare Mustafa
Day by day badhta hai, Dil Dil se mill jaata hai
Jaadu hai aisa friendship ka
Mustafa Mustafa don’t worry Mustafa
Hum hain tumhare Mustafa
Day by day badhta hai, Dil Dil se mill jaata hai
Jaadu hai aisa friendship ka
Tere Jaisa Yaar Kahaan (Lyrics) - Amitabh Bachchan / Kishore Kumar Friendship song
Tere Jaisa Yaar Kahaan from Yaarana (1981) is a classic song on friendship, Very well written by Anjaan and sung by Great Kishore Kumar.
Tere Jaisa Yaar Kahn Lyrics
Tere jaisa yaar kahan, kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya tera mera afsana [x2]
Meri zindagi sawaari mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe mujhe khaak se utha ke [x2]
Yaara teri yaari ko maine to khuda maana
Yaad karegi duniya tera mera afsana
Mere dil ki yeh dua hai, kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena woh din kabhi na aaye [x2]
Tere sung jeena yahaan, tere sung mar jaana
Yaad karegi duniya tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan, kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya tera mera afsana
Yeh Dosti Hum Nahi Todenge Lyrics - Sholay Friendship day song featuring Amitabh Bachchan and Dharmendra
Sholay's Friendship day song is the ultimate friendship song featuring Amitabh Bachchan and Dharmendra. Yeh dosti hum nahi todenge, What a great composition by R. D. Burman.
Yeh Dosti is sung by two legendary singers Kishore Kumar (Dharmenda’s voice) and Manna Dey(Amitabh’s voice). This is a classic anthem of friendship. Whenever we think of Jai and Veeru they remind us of friendship.
Yeh Dosti Lyrics:
Yeh dosti hum nahin todenge
Todenge dum magar tera saath na chhodenge (x2)
Arey meri jeet teri jeet, teri haar meri haar
Sun aye mere yaar
Tera gham mera gham, meri jaan teri jaan
Aisa apna pyaar
Jaan pe bhi khelenge… tere liye le lenge
Jaan pe bhi khelenge…
Tere liye le lenge sab se dushmani
Yeh dosti hum nahin todenge
Todenge dum magar
Tera saath na chhodenge
Logon ko aate hain do nazar hum magar
Dekho do nahin
Arrey ho judaa ya khafa, aye khuda hai duaa
Aisa ho nahin
Khaana peena saath hai
Marna jeena saath hai
Khaana peena saath hai
Marna jeena saath hai saari zindagi
Yeh dosti hum nahin todenge
Todenge dum magar tera saath na chhodenge
Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri Zindagi (Lyrics) - A philosophical friendship song sung by Manna Dey
The song is composed by Kalyan Ji – Anand Ji and sung by living legend Manna Dey.
Lyrics (Written by: Gulshan Bawra)
Gar khuda mujhse kahe
Gar khuda mujhse kahe kuchh maang eh bande mere
Main ye maangu…
Main ye maangu nehefilon ke daur yun chalte rahe
Hum-payala ham-nivala hamsafar hamraaz ho
Ta qayaamat…
Ta qayaamat jo chiraago ki tarha jalte rahein
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Arey yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Pyaar ho bando se ye… oh
Yaar ho bando se ye sabse badi hai bandagi
Yaari hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Saaz-e-dil chhedo jahaan mein…
Saaz-e-dil chhedo jahaan mein pyaar ki gunje sada
Hey saaz-e-dil chhedo jahaan mein yaar ki gunje sada
Jin dilo me pyaar hai unpe bahaare ho fida
Pyaar leke noor aaya…
Pyaar leke noor aaya pyar leke taazgi
Yaari hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Arey jaan bhi jaaye agar…
Jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaro gham nahi
Aye jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaro gham nahi
Apne hote yaar ho gham-geen matlab hum nahi
Hum jahaa hain us jagaah
Hum jahaa hain us jagaah jhoomegi naachegi khushi yaari hai
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Aaa…
Gul-e-gulzaar kyu bezaar nazar aata hai
Chashme bad ashiqaar nazar aata hai
Chhupaana hamse zara haale-dil suna de tu
Tere hansi ki keemat kya hai ye bata de tu
Tere hansi ki keemat kya hai ye bata de tu
Kahe to aasmaa se chaand taare le aau
Haseen jawaan aur dilkash nazaare le aau
Tera mamnoon hu..
Tera mamnoon hu tumne nibhaaya yaaraana
Teri hansi hai aaj sabse bada nazraana
Teri hansi hai aaj sabse bada nazraana
Yaar ke hanste hi
Yaar ke hanste hi mehefil pe jawaani chhaa gayi
Chhaa gayi yaari hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Oh ho qurbaan qurbaan…
Yaar Anmulle – Punjabi Song on Friendship (with lyrics)
This is not a Hindi Song but we still adding this song our list cause this song by Sharry Mann totally deserves to be in this list. Must Listen to this whether you understand Punjabi or not you will understand the emotions very well.
Yaar Anmulle Lyrics:
Badey chete aunde ne yaar anmulle, hawa de bulle
Badey chete aunde ne yaar anmulle, hawa de bulle
Si mauja karde, collegi parde
Si naal bitaayi, oh umar jawani
Oho duniya vakhri si, ni lade ladayiyan
Na hon padhayiyan, sara din ghar ni
Kise da darr ni, gulaaba vargi oh do zindgani (oh do zindgani)
Badey chete aunde ne yaar anmulle, hawa de bulle
Kadey laun class’an na
Kadey laun class’an na
Baith canteeni, paa ke vadh cheeni
Peende si chaah, banaun salaahan
Kive kujh kariye, dhamak asmaani
Sab badey shaukeen hunde
Waal jehe waake, te gel laga ke
Sheeshe de muhre, te bapu ghoore
Tommy diyan shirt’an, aanek Armaani (aanek Armaani)
Badey chete aunde ne yaar anmulle, hawa de bulle
Oh college kudiyan da
Oh college kudiyan da
Baje saade baarah, te jaana yaaran
Ni sheeshe khole, te khade patole
Laa ke vich gaane, chalaunde gadiyan
Ik Samri hunda si
Ji bada shikari, te vekh kawari
Lagaye tarayiyan, ji bahut phasayiyan
Chandigarh jaake, kamaunda naddiyan
Badey chete aunde ne yaar anmulle, hawa de bulle
Bada Bullet pyaara si
Bada Bullet pyaara si
Aap na naunde, bullet chamkaunde
Te hauli chalaunde, gediyan launde
Bullet de utte, kudi vi marrdi
Jeda kamra Gill da si
Aunty si pittdi, oh mehfil nitt di
Yaar aaye rehnde, kathe jad behnde
Bottlan khuliyan, garaari arrdi (garaari arrdi)
Badey chete aunde ne yaar anmulle, hawa de bulle
Deep landi jeep wala
Deep landi jeep wala
Si Ray Ban launda, te kurte paunda
Sohni ji saheli, uni ch baily
Yaaran da yaar, saada MLA
Jad pind nu mudh de si
Cheema bai milda, oh tukra dil da
Motor te behnde, aape kad lehnde
Si ghardi kaddi, sawaad awalle
Badey chete aunde ne yaar anmulle, hawa de bulle
Bada bachpan changa si
Bada bachpan changa si
Ni khilre waal, dostan naal
Khaak si shaani, koi gal purani
Oh bachpan wali, yaad kar lehnde
Jehde gaye videshan nu
Gawa dil jaani, labhan zindgani
Ni khaake dhakke, ho gaye pakke
Desh na bhulda, aakhde rehnde (desh na bhulda, aakhde rehnde)
Badey chete aunde ne yaar anmulle, hawa de bulle
Hun tak gumnaam reha
Hun tak gumnaam reha
Fadi baah rab ne, salaya sab ne
Hor ki dassa, kudiyan te buss’an
Oh yaar malangan, naal si gaya
Anmulleyan yaaran ne
Saath na chadaya, gharo geya kadaya
Te pind na warda, na likhda padhda
Oh Chandigarh da si chaska paya
Badey chete aunde ne yaar anmulle, hawa de bulle
Babbu likhda gaane si
Babbu likhda gaane si
Yaaran nu chaunda, te sohle gaunda
Harry jehe yaaro, ji paar utaaro
Tape hun kadti, Sherry ne pehli, Sherry ne pehli
Badey chete aunde ne yaar anmulle, hawa de bulle
Badey chete aunde ne yaar anmulle, hawa de bulle
Airtel Friendship Songs: Har Ek Friend Zaroori Hota Hai
Chai ke liye jaise toast hota hai
Vaise har ek friend zaroori hota hai
Aise har ek friend zaroori hota hai
Koi subah paanch baje neend se jagaye
Koi raat ko teen baje jaan bachaye
Full Lyrics Har Ek Friend Zaroori Hota Hai
Airtel Friendship Songs: Jo Mera Hai Woh Tera Hai
Tera bike mera hike, Tera post mera like
Tera sur mera geet, Tera gossip mera tweet
Padhoon har ek look, Tera face mera book
Mera sukh tera sukh, Tera dukh mera dukh
See Full Lyrics: Jo Mera Hai Woh Tera hai
Yaaron Aisa Hai – Rangrezz movie's friendship day song
Aankhon mein sapne hain
Sapno mein aashayein hain
Aashayein kehti hain
Kaanton mein gul aaye hain
Khill ke woh muskaye hain
Yaaron aisa hai… apna yaarana
Saath mein jeena hai
Saath hai mar jaana
Aaye andheron ki duniya se hum ujaalon mein
Humne banayi apni jannat
Apne khayalon se
Ho chaand-taaron ko kisi din hum yahaan le aayenge
Ho dhundhli dhundhli raah mein dhool ban jaayenge
Yaaron aisa hai… apna yaarana
Har mushqil se humko takrana
Jo socha hai woh, humko hai paana
Allah Waariyan - a lovely friendship day song for today's youth
Apne roothein, paraaye roothein
Yaar Roothe Naa
Khwaab tootein, waade tootein
Dil ye toote naa
Roothe to khuda bhi roothe
Saath chhoote naaSee Full Lyrics: Allah Waariyan
Yaari Yaari Friendship song
Chillaron ko apney saare jod-jaad kar
Tere hisse ki main smile ko khareed lun
Meri smile ka kahin na kahin se tu jugad kar
Chai wale adde ki bhi chai se hai pyari
You know..
Yaari yaari, yaari yaari, yaari yaari..
See Full Lyrics: Yaari Yaari
Yeh Number 1 Yaari Hai - McDowells friendship song
Har aasmaan se oonchi hai
Samundaron se gehri
Aisi waisi dosti nahin
Aisi waisi dosti nahin
Ye number 1 yaari hai
See Full Lyrics: Ye No. 1 Yaari Hai