Dil Ki Awaaz Bhi Sun Lyrics
Dil ki awaaz bhi sun
Mere fasaane pe na ja
Meri nazron ki taraf dekh
Zamaane pe na ja
Dil ki awaaz bhi sun
Mere fasaane pe na ja
Meri nazron ki taraf dekh
Zamaane pe na ja
Dil ki awaaz bhi sun
Ik nazar dekh le
Ik nazar dekh le
Jeene ki ijaazat de de
Roothne waale wo pehli si
Muhabbat de de
Ik nazar dekh le
Jeene ki ijaazat de de
Roothne waale wo pehli si
Muhabbat de de
Ishq masoom hai
Ishq maasoom hai
Ilzaam lagaane pe na ja
Meri nazron ki taraf dekh
Zamaane pe na ja
Dil ki aawaaz bhi sun
Waqt insaan pe
Waqt insaan pe
Aisa bhi kabhi aata hai
Raah mein chhod ke
Saaya bhi chala jaata hai
Waqt insaan pe
Aisa bhi kabhi aata hai
Raah mein chhod ke
Saaya bhi chala jaata hai
Din bhi nikalega kabhi
Din bhi nikalega kabhi
Raat ke aane pe na ja
Meri nazro ki taraf dekh
Zamaane pe na ja
Dil ki awaaz bhi sun
Main haqeeqat hoon
Main haqeeqat hoon
Ye ik roz dikhaunga tujhe
Begunahi pe muhabbat ki
Rulaunga tujhe
Main haqeeqat hoon
Ye ik roz dikhaunga tujhe
Begunahi pe muhabbat ki
Rulaunga tujhe
Daag dil ke nahi
Daag dil ke nahi
Mite hain mitaane pe na ja
Meri nazro ki taraf dekh
Zamaane pe na ja
Dil ki aawaaz bhi sun
Mere fasaane pe na ja
Meri nazro ki taraf dekh
Zamaane pe na ja
Written by:
"Dil Ki Awaaz Bhi Sun" Song Info
Singer | Mohammed Rafi |
Album | Humsaya (1968) |
Lyricist | Shevan Rizvi |
Music | O.P. Nayyar |
Cast | Joy Mukherjee, Sharmila Tagore |
Language | Hindi |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Dil Ki Awaaz Bhi Sun" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Dil Ki Awaaz Bhi Sun" song is from?
The song "Dil Ki Awaaz Bhi Sun" is from the soundtrack album "Humsaya (1968)".
Who wrote the lyrics of "Dil Ki Awaaz Bhi Sun" song?
Shevan Rizvi written the lyrics of "Dil Ki Awaaz Bhi Sun".
Who is the singer of "Dil Ki Awaaz Bhi Sun" song?
Mohammed Rafi has sung the song "Dil Ki Awaaz Bhi Sun". Mohammed Rafi is known for singing songs like Mehbooba, Jab Jab Bahar Aayi, and Hum Intezaar Karenge.