Naina Lyrics
Kar rahi hain sharaarat
Hans rahi hain sataa ke
Ishq apna chhupa ke paak aankhein
Ban gayi hai zarurat
Dekh naa loon main jab tak
Laut jati hain neendein meri aa ke
Meri neendein uda ke
Mera chain chura ke
Mujhe chupke chhupake dekhein sada
Naina baandhe naina tosey naina
Naina tere naina pyare naina haaye
Naina baandhe naina tosey naina
Naina tere naina pyare hai naa…
Aksar dil ki baatein
Keh jaati hain sab mujhse kuch naa kehke
Dekhun to lage hai
Kahin doob na jaau inme behte behte
Paani ki leharon se komal teri ye aankhein
Mehke har dum sandal sandal teri ye aankhein
Ho gayi hai muhabbat
Ho gayi hai muhabbat
Jab se dekha hai inko
Har khusi mill gayi hai inko paa ke
Meri neendein uda ke
Mera chain chura ke
Mujhe chupke chhupake dekhein sada haaye
Naina baandhe naina tosey naina
Naina tere naina pyare naina haaye
Naina baandhe naina tosey naina
Naina tere naina pyare hai naa…
Written by:
"Naina" Song Info
Singer | Rabbani Mustafa Khan |
Lyricist | Arafat Mehmood |
Music | Aditya Dev |
Director | Robby Singh |
Cast | Aditi Budhathoki, Mohit, Rabbani Mustafa Khan |
Music Label | Times Music |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Naina" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Naina" song?
Who is the singer of "Naina" song?
Rabbani Mustafa Khan has sung the song "Naina".
Who directed "Naina" music video?
Robby Singh has directed the music video of "Naina".
Who has featured in the music video?
The music video of "Naina" features Aditi Budhathoki, Mohit, and Rabbani Mustafa Khan.