Dard Karaara Lyrics
Khuda se zyada tumpe aitbaar karte hain
Gunaah hai jaan ke bhi baar baar karte hain
Baar baar karte hain
Tu meri hai prem ki bhasha
Likhta hoon tujhe roz zara sa
Tu meri hai prem ki bhasha
Likhta hoon tujhe roz zara sa
Kore kore kaagaj jinpe bekas
Kore kore kaagaj jinpe bekas
Likhta hoon ye khulasa
Tumse mile dil mein utha dard karaara
Jeene laga wohi jise ishq na maara
Tumse mile dil mein utha dard karaara
Jeene laga wohi jise ishq na maara
Tu meri hai prem ki bhasha
Likhti hoon tujhe roz zara sa
Tu meri hai prem ki bhasha
Likhti hoon tujhe roz zara sa
Kore kore kaagaj jinpe bekas
Kore kore kaagaj jinpe bekas
Likhta hoon ye khulasa
Tumse mile dil mein utha dard karara
Jeene laga wohi jise ishq na maara
Tumse mile dil mein utha dard karara
Jeene laga wohi jise ishq na maara
Abhi abhi dhoop thi yahaan pe lo
Ab barsaaton ki dhaara
Jeb hain khaali, pyaar ke sikko se
Aao kar lein guzaara
Kabhi kabhi aaine se poocha hai
Kisne roop sanwaara
Kabhi lagun Mohini
Kabhi lagun Chandani
Kabhi chamkeela sitaara
Kitna sambhal lein
Bachkar chal lein
Dil to dheeth awaara
Tumse mile dil mein utha dard karara
Jeene laga wohi jise ishq na maara
Tumse mile dil mein utha dard karara
Jeene laga wohi jise ishq na maara
Written by:
"Dard Karaara" Song Info
Singer | Kumar Sanu, Sadhana Sargam |
Album | Dum Laga Ke Haisha |
Lyricist | Varun Grover |
Music | Anu Malik |
Language | Hindi |
Music Label | YRF Music |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Dard Karaara" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Dard Karaara" song is from?
The song "Dard Karaara" is from the soundtrack album "Dum Laga Ke Haisha".
Who wrote the lyrics of "Dard Karaara" song?
Varun Grover written the lyrics of "Dard Karaara". Varun Grover is known for writing songs like Moh Moh Ke Dhaage, Ud-Daa Punjab, and Tu Kisi Rail Si.
Who is the singer of "Dard Karaara" song?
Kumar Sanu and Sadhana Sargam have sung the song "Dard Karaara". Kumar Sanu is known for singing songs like Aankh Marey, Dard Karaara, and Tu.