Sawalon Ki Godh Mein Lyrics
Sawalon ki godh mein
Soya hua woh nanha sa andhera
Moondi hui aankhon par uski
Abhi haath kisi ne hai chhoda
Makhmal ki ungliyan hai
Suraj ki roshni ka angootha hai
Fay reh gaye hai, kuch roshni wale
Fay reh gaye hai, palko ke tale
Inhe jo nikala gaya toh
Darr hai kahin andhera jaag na jaye
Jaag na jaye
Jaag na jaye
Ro naa jaye
Khargosh se iske naksh giley hue toh
Marghat ke sooney mahal ban jayenge
Kamzor si khubani khatta jamun ban jayegi
Kamzor si khubani khatta jamun ban jayegi
Isey rehne do
Isey soney do
Bas soney do
Rehne do (x2)
Ghalib ki duniya wali dua hai
Isey rehne do
Isey soney do
Written by:
"Sawalon Ki Godh Mein" Song Info
Singer | Najim Arshad |
Album | Kaafiron Ki Namaaz |
Lyricist | Ram Ramesh Sharma |
Music | Advait Nemlekar |
Director | Ram Ramesh Sharma |
Language | Hindi |
Music Label | Lorien Records |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
"Sawalon Ki Godh Mein" Video
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Sawalon Ki Godh Mein" song is from?
The song "Sawalon Ki Godh Mein" is from the soundtrack album "Kaafiron Ki Namaaz".
Who wrote the lyrics of "Sawalon Ki Godh Mein" song?
Ram Ramesh Sharma written the lyrics of "Sawalon Ki Godh Mein". Ram Ramesh Sharma is known for writing songs like Jhalkiyan, Sawalon Ki Godh Mein, and Bajao Zor Se Taali.
Who is the singer of "Sawalon Ki Godh Mein" song?
Najim Arshad has sung the song "Sawalon Ki Godh Mein".
Who directed Kaafiron Ki Namaaz?
Ram Ramesh Sharma has directed the film Kaafiron Ki Namaaz.