Tumhi Ho Bandhu Lyrics
Yaara tere sadke ishq sikha main toh
Aayi jug taj ke ishq sikha
Main toh yaara tere sadke ishq sikha main toh
Aayi jug taj ke ishq sikha
Jab yaar kare parwah meri
Mujhe kya parwah iss duniya ki
Jug mujhpe lagaaye pabandi
Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi (x2)
Every time every minute all the day
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Dil ki takhti par hoon likhti
Ishqaa.. ishqaan
Jug kya jaane dil ko mere
Ishqaa.. kiska (x2)
Lag yaar gale le saar meri
Mujhe kya parwah iss duniya ki
Tu jeet meri, jug haar meri
Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi (x2)
Every time every minute all the day
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Ban ke chahat nazron se khat likhna likhna
Tu hai jaisa, mujhko waisa dikhna dikhna (x2)
Be sabaq suroron ka saaqi
Mujhe kya parwah iss duniya ki
Tu paas mere jug paas mere
Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi (x2)
Every time every minute all the day
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi…
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Written by:
"Tumhi Ho Bandhu" Song Info
Singer | Kavita Seth, Neeraj Shridhar |
Album | Cocktail |
Lyricist | Irshad Kamil |
Music | Pritam |
Cast | Saif Ali Khan, Deepika Padukone, Diana Penty |
Language | Hindi |
Deepika Padukone |
TOP 10 Songs - Lyricsmint Recommends
Lyricsmint FAQs & Trivia
What movie the "Tumhi Ho Bandhu" song is from?
The song "Tumhi Ho Bandhu" is from the soundtrack album "Cocktail".
Who wrote the lyrics of "Tumhi Ho Bandhu" song?
Irshad Kamil written the lyrics of "Tumhi Ho Bandhu". Irshad Kamil is known for writing songs like Hum Mar Jayenge, Milne Hai Mujhse Aayi, and Shayad.
Who is the singer of "Tumhi Ho Bandhu" song?
Kavita Seth and Neeraj Shridhar have sung the song "Tumhi Ho Bandhu". Kavita Seth is known for singing songs like Jeete Hain Chal, Tumhi Ho Bandhu, and Khalipan Shor Kare.